Shabnam
Ke Katron Mein Kaise Khiza Ke Rang Jhalakte Hain
Phoolo
Ke Chehro Se Kushboo Ke Moti Bikharte Hain
Hawao
Ki Rawani Se Aati Hai Sargam Kar Rimjhim
Jab
Pani Ke Lehron Se Voh Atkheliya Karti Aati Hai
Pairon
Ke Kitaron Mein Phir Thandak Bansane Aati Hai
Jab
Suraj Se Mil Kar Sham Suneheri Ho Jati Hai
Kuch
Mausam Sapne Lagte Hain Kuch Mausam Apne Lagte Hain
Par
Dost Mile Tum Jaisa To Sub Mausam Sache Lagte Hain
Zindgi
Ki Tanha Lehron Mein Jo Dosti Ke Moti Pirote Hain
Voh
Phoolon Ki Traha Dil Ki Rahon Ko Mehkate Hain
No comments:
Post a Comment